thyroid-symptoms-cause-treatment-in-hindi
थायराइड के लक्षण कारण व उपचार Thyroid Symptoms Cause Treatment in Hindi
Aaj ke samay mein bimariyon ka kuch bhi pata nahi kab kaun si bimari kise lag jaye. Jyada tar bimariyan khan-paan achha na hone ke karan hoti hai kyoki aaj ke samay mein Shuddha Khana milna bahut mushkil hai. Khane mein koi na koi cheej milawati jarur hoti hai jiski wajah se koi na koi bimari lag he jati hai. Aisi he ek bimari hai Thyroid naam ki jisse kai tarah ki samasyaye shuru ho jati hai. Jaise Gale mein Sujan, Teji se wahan badhna aur teji se wajan ghatna, Aankhon ka bahar nikalna, Sone mein dikkat hona etc. Dosto aaj aap Thyroid ke baare lagbhag puri jankari simple aur short bhasha mein janenge chaliye jane
Thyroid Kya Hai - What is Thyroid in Hindi
Thyroid gale mein maujood ek granthi (Gland) ka naam hai. Yah gale ke aage ke hisse mein maujood hoti hai aur iska aakar ek titali ke samaan hota hai. Iss Gland se Hormones nikalte hai jo humare sharir ke liye jaruri hote hai. Sharir mein hone wali Chemical Reations (Rasayanic Kriyayen) mein inn hormones ka main role hota hai.
Thyroid Ki Samasyayen - Thyroid Problems in Hindi
Thyroid Gland se nikalne wale hormones sharir mein hone wali rasayaniv kriyaon ko prabhavit karte hai. Lekin jab inn hormones ki matra kam ya jyada hoti hai tab thyroid disorder ki samasya samne aati hai jisse Ghengha Rog se lekar Cancer jaisi bimari tak ho sakti hai. Inn disorders ko he hum aam bhasha mein Thyroid kahate hai. Thyroid Disorder ki samasya do tarah ki hoti hai:-
1. Hypethyroidism (Ati-galgranthita) :: Isme thyroid gland se nikalne wale hormones jarurat se jyada release hote hai.
2. Hypothyroidism (Abtu-alpkriyata) :: Isme hormones jarurat se kam paida hote hai.
Dosto inn samsyaon ki wajah se kai tarah ki bimariyan ho sakti hai lekin agar Diagnose karke inka sahi se ilaj karwaya jaye toh inhe (Hormones Disorders) normal kiya ja sakta hai.
Hyperthyroidism Hone Ke Karan - Causes of Hyperthyroidism in Hindi
1. Graves' disease
2. Thyroiditis
3. Thyroid nodule
4. Excess iodine
5. Thyroid medications
"Purushon ke mukable Mahilaon ko Hyperthyroiddism hone ki sambhavna 5 se 10 guna adhik hoti hai."
Thyroid Symptoms in Hindi - Thyroid Ke Lakshan
Hyperthyroidism Ke Lakshan - Thyroid Sympotoms in Hindi
Hyperthyroidism ke lakshan saaf-taur par samajh nahi aate kyoki yeh kai any bimariyon se milte julte hai. Lekin jab aapko ye samasya hogi tab aapko roj-marra ki jindagi jeene mein kaafi parehsani ho sakti hai.
Hyperthyroidism ke jyadatar marijo (patients) mein thyroid bada ho jata hai jo aapke gale ke agle bhag mein ubhara hua (mota sa suja hua) lamp jaisa dikhai ya mehsus hoga.
Iske alawa hyperthyroidism ke aur bhi lakshan hai jo niche bataye gaye hai-
1. Bhukh jyada lagne ke bawjood wajan ka kam hona.
2. Chinta, Ghabrahat aur Chichidapan Mehsus Hona.
3. Mal tyagane ki frequency badhna aur patali tatti hona.
4. Dauhari drishti ki samasya hona.
5. Sone mein dikkat hona.
6. Baalon ki samasya ; Jaise Tutna, Patla Hona aur Jhadna etc.
7. Aankhon ka bahar niklna ya Lal hona.
8. Heart Beats ka niyamit na rehana. (Khash taur par old persons ke liye.)
9.iyon ke nakhuno ka aniyamit roop se badhna.
10. Hathon ka kampana aur Twacha ka patla hona.
11. Pasina aana.
12. Menstual cycle mein changing hona, jisme halka khoon aana aur periods ki frequency kam hona shaamil hai.
Hyperthyroidism Ka Pata Kaise Chalta Hai - Hyperthyroidism Diagnosis in Hindi
Kuch special test ke dwara aap thyroid ke baare mein pata kar sakte hai lekin meri salah hai ki inn test ko doctor se consult karne ke baad he karwaye.
Thyroid-stimulating hormone (TSH) Blood test
Thyroid ultrasound
Radioactive iodine uptake test
thyroid scan
Hyperthyroidism Ka Ilaj Kaise Kare - Hyprthyroidism Treatment in Hindi
Hyperthyroidism ka ilaj aapki umra (age), Health aur lakshan dekhkar kiya jata hai. Thyroid ki samasya hone par doctor aapko inn tariko se treatment de sakta hai:
Anti-thyroid drugs ke madhyam se
Radioactive iodine (RAI) dwara
Sursury Ke Dwara
Beta-Blockers
Hypothyroidism (Underactive Thyroid)
Dosto kai baar jab hum kuch Online ya Offline padte hai toh aisa lagta hai ki yahi samasya mere saath hai lekin aksar humara shak galat nikal jata hai isliye aise he kuch jankari internet par padkar dipression(Chinta Me Na Pade) ka shikar na bane. Aapke jeewan ke liye behtar hoga ki aap sabse pehle doctor se consult kare aur confirm kare ki aapko ye bimari hai ya nahi.
http://www.achhikhabar.com/2017/01/08/thyroid-symptoms-cause-treatment-in-hindi/
http://www.nirogikaya.com/2015/02/hypothyroidism-symptoms-and-treatment.html

ConversionConversion EmoticonEmoticon