Tej Dhoop Se Kaise Bache - तेज धूप से कैसे बचे - Skin Body Ko Dhoop Se Kaise Bachaye Jankari Hindi Me. Dosto garmi ka mausam shuru ho chuka hai aur apne saath he kai tarah ki bimariyan bhi saath laa rahi hai. Garmiyo ke dino mein sharir par hinauri nikalana, chehare par aur aankhon mein jalan padana, baar-baar pasina aana aam baat hai. Sharir mein paani ki kami hone lagti hai jisse insaan bimar pad jata hai. Inn sab tarah ki choti badi bimari se bachne ke liye pura article dhyaan se pade aur jane dhup se kaise bache aur dhup se bachne ke gharelu upay or dhup se bachne ke tarike and dhup se face ko kaise bachaye in hindi.
Roj marra ki jindagi jeene ke liye har kisi ko koi na koi kaam pad jaata hai jiske liye unhe ghar se bahar market jana padat hai. Agar aap job karte hai toh nishchit he aapko daily dhoop mein office ke liye jana padta hai aur agar aap ek businessman hai toh bhi aapko apne business ke silsile mein kisi kaam se related kabhi bhi bahar jana pad sakte hai. Aisa bilkul bhi nahi hai ki house wife ko bahar market se koi kaam nahi padta hai aur woh hamesha ghar par he rehati hai unko bhi roj-marra ka samaan kharidane ke liye market jana padta hai. Aur aise garmi mein bahar nikalana bahut bhari pad sakta hai. Agar aap laparwahi ke saath ghar se bahar tej dhoop mein nikalte hai toh aap bimar bhi pad sakte hai. Chaliye jane dhup se kaise bache aur garmi se khud ko kaise bachaye or dhup se face ko kaise bachaye ya dhoop se kaise bache and dhup se bachne ke gharelu upay tarike aur garmi ko kaise mitaye or dhoop se bachne ke upay hindi me.
Garmi ke mausam mein dhoop bahut tej hoti hai aur aise mein agar aap thodi der ke liye bhi ghar se bahar nikalate hai toh humara sharir bahar ka tempareture sahan nahi kar paata hai aur shrir mein paani ki kami hone lagti hai jisse chakkar aana aur sir dard karna ya garmi lag sakti hai. Tej dhoop mein nikalne se humare body ki skin bhi kaali ho jati hai jisse humara attraction kam ho jata hai. Inn sab se bachane ke liye aapko humare dwara bataye gaye steps ko follow karna padega jisse aap garmi ke mausam mein tej dhoop mein kahin bhi bahar jaoge toh bimar nahi padoge. Chaliye pade tej dhoop se kaise bache aur skin ko dhoop se kaise bachaye jankari hindi me.

Tej Dhoop Se Kaise Bache - Dhoop Se Bachne Ke Kuch Aasan Upay
1. Ghar se bahar jab bhi nikale toh full kapade pahankar he nikle. Kapade cotton ke ho jisse garmi bhi kam lagti hai. Kapade aise pahane jisse aapke poore hath aur poore pair dhak jayen. Koshish kare ki kapade halke ho jisse bahar ki hawa andar aur andar ki hawa bahar jaaati rahe. Muh par scarf baand kar nikale. Agar ho sake toh aankhon par bhi SunGlass lagakar nikale.jab aapka pura sharir dhaka hoga tab tej dhoop ka aap par kam prabhav padega jisse aap bimar nahi honge aur na he aapki skin kaali hogi.
2. Agar aap ghar se bahar tej dhoop mein nikalne se pehle apni puri body par sunscreen lotion lagakar nikalenge toh aapki skin kaali nahi hogi jisse aapki skin chamakati rahegi. Apne chehare par bhi sun lotion lagaye jisse aapka face bhi chamakata rahega uar aapke chehare par dhoop ka kam prabhav hoga. Sun Lotion kharidate samay dhyaan rakhe ki herbal lotion he kharide jisme cosmatics na ho.
3. Mausami fal khaye. Jaise musammi, anar, santare, angur, aam etc. Santare aur Angur khane se sharir ko thandak milti hai. Agra aapko fruits khana achha nahi lagta hai toh fruits juice piye jisse aapko grami mein kaafi raahat milegi saath he inn fruits juice ko pine se takat bhi milti hai aur sharir mein paani ki kami bhi puri hoti hai. Isliye ghar se nikalne se pehle aur ghar aane ke baad inn falo ka sevan jarur kare.
4. Agar aap market mein hai aur aapko pyas lagi hai toh aap nariyal ke paani ko bhi pee saktre hai ye kaafi fayde mand hota hai jisse sharir ko kaafi takat milti hai.
5. Garmi ke mausam mein Thande doodh mein ek chammach shahad milakar pine se aap garmi se bach sakte hai. Doodh se takat milti hai aur ye thanda bhi hoti hai. Iske sevan se aap garmi mein tarotaja mehsus karenge.
6. Kheere, kakadi aur tajbooj khaye kyoki aapko thandak milegi aur aapke sharir mein paani ki kami nahi hogi. Inko khane se humare sharir ko kai tarah ke khanij aur vitamin milte hai.
7. Jab bhi aap bahar se ghar aaye tab taaje ya thande paani se apne chehare ko, hathon ko aur pairo ko dhoyen. Paani se aakhon mein chhite maare jisse aapki aankhen thandak mehsus karegi. Muh, Hath aur Pair dhone se aapko thakan aur garmi door ho jayegi. Turant nahane ki koshish na kare kyoki isse aapko sardi-garmi ho sakti hai.
8. Chandan ke powder ka paste banakar apne face par lagaye isse aapko thandak milegi. Garmiyon mein tanav, Chehare par jalan aur aankhon mein jalan aam baat hai aisa garmi aur dhool-mitti se infection ke karan hota hai. Aise mein chandan ki lakadi ko ghiskar uska paste banakar apne chehare par aur aakhen band karke lagaye. 5-10 minutes tak laga rehane de uske baad taaje paani se dho le. Aisa daily ya har dusare din karne se aapka tanav kam hoga, chehare aur aankhon mein jalan khatm hogi aur aap taro-taja mehsus karenge. Aur isse aapke chehare ka rang bhi saaf hoga.
9. Khira, Nimbu aur Gulab Jal Ka Face-Pack Banakar Lagaye: Ek chammach khire ka ras, 1 chammach nimbo ka ras aur 1 chammach gulab jal le. Ab inn tino ko acchi tarah mila le. Ab is face pack ko chehre ke us hisse par lagaye jo garmi ke karan jalan de rahi hai. aap dekhenge ki kuch hi der mein aapki twacha ki jalan shaant ho jaayegi.5-10 Minutes laga rehane de. Iske baad aap apni twacha ko taaje ya thande pani se dho le. Aisa karne se garmiyon mein bhi aapki twacha chamakti huyi najar aayegi.
10. Agar aap ki skin kali ho rahi hai ya phir aapko kisi tarah ki skin problem hai ya phir aap suraj ki tej kiranon se bachana chahate hai toh Ghar se nikalate samay Chatari (Umbrella) lekar chale jisse aap tej dhoop se khud ko kaafi hadd tak bacha sakte hai. Isse aapki skin kali nahi hogi aur aap apni skin ko suraj ki tej kirano se bhi bacha sakte hai.
Ab main aapse yahi kahunga ki ghar se bahar jab bhi nikale toh ek thande paani bottle apne saath jarur le jaye taaki iss garmi mein aap apne sharir mein pani ki kami ko pura kar sake.
Dosto dhyaan rahe ki ghar se nikalne se thik pahle thanda paani na piye. Paani pine ke 5 minutes baad he ghar se nikale. Aur tej dhoop se ghar aane ke baad turant thanda paani na piye kam se kam 5-10 minutes baad he paani ya juice piye kyoki isse apko sardi-garmi ho sakti hai jisse aap bimar pad sakte hai.
Agar aapko humare ye tips achhe lage hai toh please iss article ko apni family aur friends ke saath share jarur kare. Facebook aur Whatsaap par bhi share karna na bhule taaki jyada se jyada log iska fayda utha sake.
Tags: dhup se kaise bache, garmi se bachne ke nuskhe in hindi, garmi se khud ko kaise bachaye
chehre ka kalapan dur karne ke upay, skin ko dhup se kaise bachaye, dhup se face ko kaise bachaye, dhoop se kaise bache, dhup se bachne ke gharelu upay, garmi ko kaise mitaye, dhoop se bachne ke upay, dhup se bachne ke tarike hindi me
http://kaisekare.in/tej-dhoop-se-kaise-bache-garmi-ko-mitayen/
http://hindi.news18.com/news/family-and-welfare/health/184633.html
ConversionConversion EmoticonEmoticon