Navratri Puja Kaise Kare - नवरात्री पूजा कैसे करे - Navratri Utsav Kaise Manaye

Navratri Puja Kaise Kare - नवरात्री पूजा कैसे करे - Navratri Utsav Kaise Manaye Jankari Hindi Me. Aaj ka article Tyhar Visher Hai Jisme Aap Janenge navaratri pujan ke baare me. Dosto Hindu Sanskriti mein Devtao se pehle Deviyon ko tavajjo di jati hai aur yahi karan hai ki deviyon ka ye parv saal mein 2 baar aata hai. Ye tyhar pure 9 dino tak chalta hai aur isme Devi Durga ki 9 alag alag Devi Shaktiyo ki puja archana ki jaati hai. Chaliye jane navaratri pooja kaise kare aur navaratri navratri puja kaise karte hai ya navaratri utsav kaise manate hai jankari hindi me.

Navratra ke 9 din Devi Durga ke alag alag swarupo ki puja archana ki jaati hai.

Dosto Agar aap naukari ya phir business ya kisi any kaam mein jyada busy rehate hai toh aap kewal Ekam (Pratham Din) aur Ashtami (Aanthavan Din) ko puja karte bhi nau dino ka fal prapt kar sakte hai. Agar bimar rehate hai ya phir kisi dusare karan se 8 dino tak Vrat nahi reh sakte hai toh aap kewal Pehale aur Aathave din Vrat reh kar bhi pure navratri ka fal prapt kar sakte hai lekin puja sachchi shraddha se karni chahiye.
Navratri Vrat : Devi Pujan, Hawan, Kumari Pujan aur Brahman Bhojan se he pura hota hai.


Previous
Next Post »