Machhar Kaise Bhagaye - मच्छर कैसे भगाये - Machhar Bhagane Ka Tarika Hindi Me. Aaj aapko hum iss article mein batayenge ki aap apne ghar aur room ko machhar free kaise rakh sakte hai yaani apne ghar machharo ka bilkul khatma kaise kare. Machhoro se kai tarah ki bimari failti hai isliye inhe ghar se bhagana bahut jaruri hai chaliye jane ghar se machhar kaise bhagaye aur machar se bachne ka tarika or machhar kaise mare and machar bhagane ka aasan tarika hindi me.
Dosto machhar ko angreji mein mosquito bhi kaha jata hai. Machhar garmi se lekar varshat tak bahut hote hai aur ye inn dino bahut pareshan bhi karte hai. Machharo se insaano ko kai tarah ki bimariyan ho sakti jaisi Malaria, ChikinGunya aur Dengue etc. inn bimariyon ka agar samay par ilaj na kiya jaaye toh ye jaan lewa bhi ho sakti hai. Isliye machharo ko ghar se door rakhana chahiye. Chaliye jante hai machharo ko ghar se kaise bhagaye aur machharo ko ghar se bhagane ke tarike hindi me.
Machhar Ghar Me Kyo Aate Hai - Machhar Kaisi Jagah Paye Jate Hai Jane Hindi Me.
Sabse pehle ye jaan le ki machhar kin jagahon par hote hai aur kin karano se ye humare aapke ghar mein aa jaate hai. Ye jaruri nahi ki machhar har jagah maujood ho lekin kuch karano se ye aapke ghar ya ghar ke aas-pass aa sakte hai chaliye jante hai unn karano ko.
1. Agar aapke ghar ke aas-pass gandagi hai toh machhar aapke ghar mein aa sakte hai.
2. Ghar ke aas-pass sadak-gali mein gadde hai aur unn gaddo mein varshat ke samay paani bhar jata hai toh unme machhar paida ho sakte hai aur aapke ghar mein bhi aa sakte hai.
3. Cooler mein kai dino se ganda paani bhara hai toh machhar ho sakte hai.
4. Machhar gharo mein isliye aate hai kyoki unko humara khoon peena pasand hota hai aur khoon peene ke jariye he hume woh bimar kar dete hai.
Ab baat karte hai ghar se machhar kaise bhagaye aur machar se bachne ka tarika or machhar kaise mare and machar bhagane ka aasan tarika hindi me.
Ghar Se Machhar Kaise Bhagaye - Machhar Bhagane Ke Tarike Hindi Me
1. Sabse pehle apne ghar ko saaf rakhe aur apne ghar ke aas-pass saaf-safai rakhe.
2. Cooler mein bhare paani ko har dusare din badale.
3. Ghar aur Room mein Mosquito marne wali electric refill machines ka use kare. (Jaise: All-Out, Maxo, Mortin and Good-Night etc.) Jab machine on ho tab khidaki darwaje band kar de jisse machhar wahi mar jaye.
4. Gobar se bane upale ko kisi jalakar jab usme aag band ho jaye aur woh sulag rahe ho tab uss par hare neem ki pattiyan rakhe. Neem ki pattiyon se jo dhuan uthega usko apne pure ghar mein failne de. Iss dhuyen se machhar mar jaate hai. Aisa har hafte kare. Dhuyen se aap khud ko door rakhe kyoki woh aapko nuksan kar sakta hai.
5. Koyala jala kar uss par santare ke chhilke daal de. Chhilke ke dhuyen se machhar mar jayenge ya bhag jayenge.
6. Neem ka Tel (Oil) lagane se machhar aapke pass nahi aayenge.
7. Sharir par Pure Sarason Ka Tel (Mustard Oil) lagane se bhi machhar door rehate hai.
8. Tulsi ke patton ko pis kar lagane se bhi machhar nahi katate hai.
9. Ghar mein ek Gende Ke Phool ka Ped jarur lagaye kyoki gende ki khushaboo se machhar ghar se door rehate hai.
10. Soyabin Tel ki halki massage karne se machhar dur rehate hai. Aap Ukeliptus Ped ke Oil ka bhi istemaal kar sakte hai.
11. Ghar ke andar aur bahar machhar marne wali dawao (Keet-naashak) ka chhidkaw kare.
12. Agar ghar ke bahar machhar jyada hai toh iski jankari apne prashasan ko de aur unse kuch upay karne ko kahe. Apne Nagar Panchayat, Nagar Palika aur Nagar Nigam mein bhi machhar khatm karne ke liye kahe kyoki woh pure nagar mein machhar khatm karne ke liye keet-naashak daalenge aur dhuaan karenge jisse machhar bhag jayenge ya mar jayenge.
Ye the kuch upay machhar bhagane ke. Agar aapko humara ye article achha laga hai toh please apne dosto ke saath share jarur kare taaki unki bhi madad ho sake machhar bhagane mein.
Tags: ghar se machhar kaise bhagaye , machar se bachne ka tarika, machhar kaise mare, machar bhagane ka aasan tarika, machharo ka khatma kaise kare, machar bhagane ke gharelu nuskhe, machar marne ka totka, machar marne ki dawa, machar marne ka desi tarika, makkhi bhagane ka tarika in hindi, chipkali bhagane ka tarika in hindi

ConversionConversion EmoticonEmoticon