Yoga Kya Hai - योगा क्या है - What is Yoga in Hindi. Yoga ke baare me puri jankari hindi me. Aaj ka article life style ke liye hai jisme aap janenge ki yoga kya hota hai. Waise toh aapne yoga aur exercise ke baare mein suna hoga aur shayad karte bhi honge lekin vastaw mein yoga kya hota hai aur iske kya laabh hai ye bahut he kam logon ko pata hota hai. Chaliye jante hai yoga kya hai hindi me aur what is yoga in hindi.
Yoga Aur Exercise Me Antar
Yoga ek jeewan jine ki kala hai. Dosto yoga se hume Tann aur Mann ki shanti milti hai aur ye hume iss duniya se ek aisi duniya mein le jaati hai jahan kewal shanti aur swashthaya hota hai jabki exercise hum apne swarth ke liye karte hai. Niyam-baddh aur dhairya se karne wali exercise ko yoga kaha jata hai. (aap pad rahe hai yoga kya hai hindi me ya what is yoga in hindi aur yoga kya hota hai kyakaisehindi par.)
Yoga Kya Hai - What is Yoga in Hindi
Yoga shabd ke do matlab hote hai. Pehla - Jod aur Dusara- Samadhi. Yaani jab tak hum swayam se nahi judate samadhi tak nahi pahunch sakte. Yoga ka itihas 5000 saal purana hai aur iske janak (father) Maharishi Patanjali ko kaha jata hai. Ye sirf vyayam aur aasan nahi hai balki yoga jeewan jine ki ek kala hai. Ise har Dharma aur Jaati se upar rakha gaya hai jo insaan ko Bhagwan se jodata hai.
Yoga ek prachin bhartiya jeewan-paddhati hai jisme sharir, mann aur aatma ko ek saath laane (yoga) ka kam hota hai. Yoga ke madhyam se sharir, mann aur dimak ko puri tarah se healthy rakha ja sakta hai. Yoga se bimariyon na kewal door kiya ja sakta hai balki unhe samapt bhi kiya ja sakta hai. Yoga se ek aisi positive energy milti hai jo aapko iss duniya ki negativity se ladne mein madad karti hai aur aapki umra ko bhi badhati hai.
Yoga Khud Me Ek Vigyan Hai :
Yoga dharma, jaati aur andhvishwas se pare hai. Agar sidhe taur par kahe toh yoga se woh rog thik ho jaate hai jise humari medical science thik karne mein fail ho jaati hai. Yoga sharir ko aaram aur healthy rakhane ka tarika hai.
Jaise Albert Ainstein ka naam Bahari Vigyan (science) ki duniya mein sarvopari aata hai waise he Bhitari Vigyan (Yaani Yoga) ki duniya mein Maharishi Patanjali ka naam sabse upar aata hai.
(aap pad rahe hai yoga kya hai hindi me ya what is yoga in hindi aur yoga kya hota hai kyakaisehindi par.)
Yoga Ke Prakar - Types of Yoga in Hindi
Patanjali ne Bhagwan tak, Satya tak, Swayam tak, Moksha tak ya Swasthaya (Health) tak pahunchane ke liye 8 Sidiyan banayi hai. Aap ek sidi chado toh dusari par apne aap pahunch jaoge sirf pehli sidi par jor dena hoga.
Yoga Vrihattar Vishay hai. Yahan mai batana chahata hu ki yoga kai tarah ke hote hai jaise - GyanYoga, BhaktiYoga, DharmaYoga, KarmYoga, HathYoga aur RajYoga. Raj Yoga he Patanjali ka Yoga hai.
Aashtang Yoga
Raj Yoga he sabse jyada popular aur important hai. Isi yoga ko Aashtang Yoga ke naam se jana jata hai. Aashtang yaani Aath Ang (8 parts). Maharishi Patanjali ne 8 Angon ko kram se rakha hai jiske andar sharir healthy rakhane se lekar khud ko bhagwan tak pahunchane ke saare niyam hai.
Agar Bhagwan ko janna hai, Satya ko janna hai, Siddhiyan prapt karna hai ya Sirf Healthy rahana hai toh Patanjali kahate hai ki shuruaat sharir ke tal se he karni hogi. Sharir badalo mann badalega, mann badalega toh buddhi badalegi.
Pehle 5 Angon se Yoga mein nipun hone ki taiyari hoti hai. yaani iss duniya se moksha prapt karne ka abhyas hota hai jo isse nahi karta hai woh yahin rah jata hai.
Chaliye ab Aashtang ke 8 Angon ke baare mein jante hai. 1. Yam, 2. Niyam, 3. Aasan, 4. Pranayam, 5. Pratyahar, 6. Dharana, 7. Dhyaan, 8. Samadhi.
Aatho angon ke apne-apne up-ang bhi hai.

Present Me Yoga Ko Kya Samajhate Hai Hum Log
Vartman mein yoga ke teen part popular hai - Aasan, Pranayam aur Dhyaan. Hum sabhi log kewal inn 3 angon ko he yoga kahate hai jabki dosto yoga ki duniya thik science ki duniya jaisi hai jiske baare mein hum sab jitna jane utna kam hai.
Agli post mein hum aapko batayenge yoga karne ke kya fayde kya hote hai aur yoga kaise kare puri jankari hindi me.
Dosto Agar aapko humara ye article " yoga kya hai hindi me aur what is yoga in hindi " achha laga hai toh apne friends aur family ke sath share jarur kare.
Note: Hum aapko batana chahate hai ki iss article mein aapko samjhane ke liye simple words ka istemal kiya hai saath he isme humne apne words ka bi use kiya hai taaki aapko ye jankari samajh aa sake. Hum yoga ke itihas aur jankari par kisi tarah ka sahi/galat daaba nahi karte hai.
tags: yoga kya hai hindi me, yoga in hindi pdf, yoga ke prakar in hindi, yoga in hindi for weight loss, baba ramdev yoga in hindi, yoga kaise kiya jata hai
Source: http://sikhe.in/yoga-kaise-kare/
http://hindi.webdunia.com/

ConversionConversion EmoticonEmoticon