Facebook Page Par Likes Kaise Badhaye Free Me Aur Facebook Likes Badhane Ka Tarika Ya Facebook Par Like Kaise Badhaye Hindi Me. Dosto Aaj ki post khas taur par unn logon ke liye hai jo facebook page par unlimted speed se likes chahate hai woh bhi bilkul free me. Agar aap bhi sochate hai ki aapke facebook page par hajaro aur lakho likes ho toh ye article aapke liye he hai isliye dhyaan se pade aur jane facebook par likes kaise badhaye aur facebook par likes kaise laye in hindi.
Facebook likes laane se koi fayda nahi hai agar aap iska sahi se use nahi kar paate hai toh. Kuch log ise apni popularity samajhate hai lekin sahi maayne mein ye kewal time wasting hai. Haan facebook page par jyada likes hai toh uski madad se aap apna business grow kar sakte hai aur aapke pass jyada se jyada customers aa jayenge. Jisse aapko jyada profit hoga. Waise ye bhi kaafi hadd tak sahi hai agar aapke khud ke naam ka page hai aur uss par hajaro lakho likes hai toh isse aapki popularity badegi...Chaliye pehle jante hai ki facebook page ke likes se kya kya fayde ho sakte hai aur facebook par likes kaise badhaye ya facebook page par likes kaise increase kare hindi me.
Facebook Page Par Jyada Likes Hone Ke Fayde
1. Sabse pehla fayda ye hai ki aapke page par agar lakho ki sankhya mein likes hai toh aap uske through hajaro paise kama sakte ho.
2. Apni Brand , Company, Website mein jyada profit kar sakte ho.
3. Apni baat social world mein viral kar sakte ho.
4. Jitne jyada page par likes honge utne jyada likes and comments aapki har post par aayenge jo aap update karenge.
Facebook Page Par Likes Kaise Badhaye Free Me
Aap facebook page par likes 2 tarike se badha sakte hai. Pehle tarika woh hai jisse aap free mein likes badha sakte hai aur dusare tarike se aap paiso se likes kharid sakte hai. Aage mai aapko detail mein inn dono tariko ko btaunga. Chaliye jante hai facebook page par likes kaise badhate hai aur facebook page par likes kaise badhaye free me in hindi.
1. Free Me Likes Kaise Badhaye
Agar aap free me facebook page ke likes badhana chahate hai toh dhyaan se niche bataye gaye tariko ko follow kare.
Facebook Page Ka Naam Kaisa Hona Chahiye, Jisse Hajaro-Lakho Likes Aaye
Sabse pehle mai aapko bata dena chahata hu ki aap jab bhi koi page facebook par create karte hai toh aap uss page ka naam aur url 2-3 baar change kar sakte hai. Isliye aap apna page jis topic (Jaise: Website, Company , Brand and Entertainment Type etc.) par banana chahate hai uss topic par na banakar inn topic par banaye Examples: Kisi Ladki Ke Naam Se, Hindi Jokes, Shayari, Hindi Status, Viral News, Hero and Heroin Ke Naam Par ya Fan Page etc.
Iska fayda ye hoga ki aapko jyada se jyada likes inn pages par mil jayenge aur inn page ko log apne mann se like karenge...yaani real likes woh bhi interested logon ke dwara.
Jab aapke inn page par hajaro-lakho likes aa jaye tab aap inn page ke Naam, Category aur URL change kar de. Agar aap nahi bhi change karna chahate hai toh aap usi page ko use kare jo aapne pehle banaya hai.
Apne Page Ko Facebook Groups Me Share Kare
Waise toh koi bhi group admin apne group mein kisi dusare ka facebook page url share nahi karne dega lekin kuch aise groups bhi hai jinko join karne ke baad aap kai saare page ke url share kar sakte hai. Lekin groups ki policy hoti hai ki aap inn groups mein kam se kam 10 Member add kare isliye pehle 10 member add kare uske baad aap unlimited page share kar sakte hai. Yahan maine kuch Facebook Groups ki Link di hai jise Join karne ke baad aap unme apne page share kar sakte hai lekin pehle unme member add kar de.
Ek baat aur agar aap groups mein jyada link share karenge toh facebook aapka account ban kar dega isliye ek din mein 5-10 baar he groups mein link share kare yaani total page link sharing 5-10 baar honi chahiye.
Humari Team dwara bhi ek aisa he page banaya gaya hai jisme aap apna facebook page link share kar sakte hai lekin pehle kam se kam 10 member add kare uske baad nahi toh aapko group se Block kar diya jayega.
Ye Page khas taur par HIndi Users ke liye banaya gaya hai. Ye raha HIndi Page Liker Facebook Group Ka Link Join Kare Aur Member Add Kare:
Facebook Ke Liye Kisi Bhi Likes Badhane aur Sharing Ke Liye App/Software Use Na Kare
Kai log aisa karte hai ki ek baar mein he 100-500 Groups mein apna page share karte hai. Mai bhi manta hu ye tarika possible hai kyoki maine bhi try kiya hai lekin facebook ke rules itne tight ho gaye hai ki aisa karne par ab aapka Facbook Account band kar diya jayega. Isliye aise apps/software ko use na kare maine jo upar tarike bataye hai unko use kare nishchit taur par aapke likes increase ho jayege.
Yahan Free Mein Likes Badhane Ke Ye Do he Tarike Abhi Uplabdh Hai Jaise he Aur Tarike Milenge, Usse Aapko Upadte Kara Diya Jayega.
2. Paiso Ki Madad Se Facebook Page Likes Kaise Badhaye
Bahut Simple Tarika hai...aapne dekha hoga ki aapke facebook page par kuch options aate hai page promote karne ke ya post ko boost karne ke ye wahi tarike hai jisme aap rupay invest karke apne page / post par kaafi likes la sakte hai. Ab aap ye soch rahe honge ki unlimited likes aa jayenge toh mai aapko bata du ki aap jitne logon tak apna page pahunchana chahate hai usi ke hisab se paise lagenge. Aur ek baat ye saare likes real hote hai kyoki ye likes humare ayr aapke jaise logon dwara hote hai.
Ab aap ye soch rahe honge ki ye kaam kaise karta hai? toh aapko bata du ki aapne dekha hoga aapke facebook account mein jab aap newsfeed dekh rahe hote hai tab kuch pages aur uske saath ek Like Button bhi show hoti hai aur niche chota sa likha hota hai "sponsered" iska matlab hai ki aapne facebook par paise invest kiye hai, Aur isi bich aap inn pages ko like bhi kar dete hai.
Ye page har facebook account mein show nahi hote hai ye kewal utne he aacount mein show hote hai jitne ke liye aapne paise invest kiye hai. Aur logon ki pasand ke hisab se bhi show hote hai jab aapka target pura ho jata hai tab ye page show hone band ho jate hai.
Jyada jankari ke liye aap khud ek baar try karke dekh le aur isme koi jyada paise bhi nahi lagte hai lekin iske liye aapke pass Net-Banking ya phir Credit Card hona chahiye.

ConversionConversion EmoticonEmoticon