Search For Yoga Kaise Kare - योगा कैसे करे - Yoga Karne Ka Tarika Hindi Me Puri Jankari. Iss article mein aap janege ki yoga kaise karte hai aur yoga karne ke tarike hindi me. Waise toh yoga ka ek roop exercise bhi lekin exercise ka ek sahi roop yaga hai jise alag alag aasan mein karte hai. Aapke aap janna chahate hai ki exercise kaise kare toh aapke iss sawaal ka jawaab bhi isi post mein mil jayega. Chaliye jane yoga kaise kare ya how to do yoga in hindi or yoga karne ke tarike in hindi.
Dosto badalte waqt ke saath logon ka time table bhi badal chuka hai aur unki ek busy time table bann gayi hai jis karan woh apni body par dhyaan nahi de paate hai aur kai bimariyon ka shikar ho jate hai. Aur saath he aaj ke time ka khan-paan jo ki jyadatar milawati hai aur humare sharir ko bimar karta hai. Isliye jaruri hai ki apni busy life se thoda samay nikal kar apni body maintenance mein lagaye aur apne sharir ko healthy banaye.
Hum ye toh nahi kehate ki aap apna khan-paan badal de lekin yoga/exercise karke apne mind aur body ko healthy jarur rakh sakte hai. Kuch log ye kehate hai ye yoga karna kisi vishesh dharma se juda hai isliye aise logo se mai kehana chahunga yoga kisi dharm se nahi juda hai ye kewal purane jamane ka ek tarika hai sharir ko swasth rakhane mein. Aur jis bimari ko vigyan thik nahi kar sakta aisi bimari yoga se thik ki ja sakti hai. Chaliye jane yoga kaise kare ya yoga karne ke tarike aur vidhi hindi or yoga kaise karte hai and yoga karne ka tarika hindi me aur exercise kaise kare.
Note: Agar aapne abhi tak yoga karna shuru nahi kiya hai aur aap yoga karna start karna chahate hai toh mai aapse kahunga ki kisi Yoga Expert ya Yoga Guru ki dekh rekh mein yoga karna start kare kyoki hum nahi chahate ki yoga aapke liye kisi bhi prakar se nuksan dayak bane. Waise toh yoga se humesha sharir aur mind ko fayda milta hai lekin agar isko jaldi aur galat tarike se kiya jaye toh iske bure parinaam bhi ho sakte hai. Isliye pehle kisi ko yoga karte huye dekhe sahi se phir uske baad he aap uss yogaasan ko kare.
Tags: yoga kaise kare, yoga karne ke tarike aur vidhi hindi, yoga kaise karte hai, yoga karne ka tarika hindi me.
Dosto badalte waqt ke saath logon ka time table bhi badal chuka hai aur unki ek busy time table bann gayi hai jis karan woh apni body par dhyaan nahi de paate hai aur kai bimariyon ka shikar ho jate hai. Aur saath he aaj ke time ka khan-paan jo ki jyadatar milawati hai aur humare sharir ko bimar karta hai. Isliye jaruri hai ki apni busy life se thoda samay nikal kar apni body maintenance mein lagaye aur apne sharir ko healthy banaye.
Hum ye toh nahi kehate ki aap apna khan-paan badal de lekin yoga/exercise karke apne mind aur body ko healthy jarur rakh sakte hai. Kuch log ye kehate hai ye yoga karna kisi vishesh dharma se juda hai isliye aise logo se mai kehana chahunga yoga kisi dharm se nahi juda hai ye kewal purane jamane ka ek tarika hai sharir ko swasth rakhane mein. Aur jis bimari ko vigyan thik nahi kar sakta aisi bimari yoga se thik ki ja sakti hai. Chaliye jane yoga kaise kare ya yoga karne ke tarike aur vidhi hindi or yoga kaise karte hai and yoga karne ka tarika hindi me aur exercise kaise kare.
Yoga Kaise Kare - Yoga Karne Ke Tarike
Apne Hisab Se Free Time Choose Kare:
Yoga karne ka sabse best time subah ke 4 Baje se 9 Baje tak hota hai. Isliye agar aap yoga ke poore fayde chahate hai toh isi time mein yoga kare. Kyoki subah ke time mind aur vaayu (air )ek dum fresh hota hai. Lekin kuch aur time hai jaise dophar ya sham ke time bhi aap yoga kar sakte hai. Yoga ke liye regular ka ek fix time select kare.

Khuli Jagah Honi Chahiye:
Agar aapke ghar ke pass koi park ya garden hai toh yoga ke liye usi jagah ko use kare aisa isliye ki wahan par bahut saare ped-paudhe hote hai jisse aapko fresh vaayu milegi aur aapka mann shant rahega. Agar aapka ghar khula hua hai toh aap yoga wahan kare. Yoga ke liye apni chhat (Roof) ka use kar sakte hai. Yoga karne ki jagah aisi ho jahan aapko koi disturb na kare aur aapka dhyaan divert na ho.

Simple Kapde Clothes Pahan Kar Yoga Kare:
Dosto humesha simple yaani sada kapado mein he yoga kare. Itne dhile kadape pahanane chahiye jisse aapko apne hath-pair modane par kisi tarah ki dikkat na ho. Tight kapade na pahane. Bilkul halke kapade pahane taaki aapko uska vajan maalum na pade. Yoga karne se pehle kisi bhi tarah ka make-up na kare. Agar aap kisi bhi tarah ki jewlry ya ghadi pahanate hai toh yoga karte waqt use utarkar yoga kare. Yaani yoga bikul aise kare jisse aapka dhyaan na bhatake aur aapko kisi bhi tarah ka disturbance na ho.

Yoga Karne Ke Liye Kapde Ke Aasan ya Kaalin ya Mat Ka Use Kare:
Yoga mein aapko kai tarah ke Yoga-Aasan karne hote hai lekin ek aisa bhi aasan hota hai jiss par baith kar he yoga karna chahiye. Aapne humesha yoga guru ko dekha hoga ki jab woh yoga karte hai toh jameen ya farsh par Kapade Ka Aasan ya Kaalin bichhakar uske upar baithkar yoga-aasan karte hai. Isliye humesha Aasan (Jaise: Koi Useless kapada, Chadara, Mat yaani Chatai and Kapade Ki Bani Kaalin etc.) bichhakar he yoga kare.

Yoga Khali Pet Kare:
Yoga khali pet karna chahiye kyoki agar aap khana khakar yoga karenge toh aapko pet se judi samasya ho sakti hai. Isliye humesha khali pet yoga kare. Yoga karne ke turant baad bhi khana nahi khana chahiye aur yoga karne ke 20-60 minutes baad he khana khaye. Agar aapne khana kha liya hai toh 2-3 ghante baad he yoga kare. Waise yoga karne ka sabse achha samay hota hai agar aap khali pet subah ya khali pet shaam ko yoga kare.

Alag - Alag Yoga Aasan Kare:
Daily ek he yoga-aasan ko baar baar na kare. Aaj ek yoga aasan kare toh agle din usse bhi kare aur koi naya bhi kare phir tisare din pehle wale ko chhodkar dusara aur koi naya yoga kare. Ek he din mein saare yoga aasano ko karne ki koshish na kare kyoki isse aapko bor hone lagenge aur aapko agle din yoga karne mein aalas aayega isliye ek din mein 4-7 yoga aasan he kare woh bhi jab aap kai dino se yoga kar rahe ho.
Dosto Yoga Aasano ke baare mein mai alag-alag detail mein btaunga isliye tab tak aap tv dekh kar aasan sikhe.

Regular Yoga Kare:
Yoga ko har din kare kyoki isse milne wali positive enrgy aapko pure din positive rakhegi. Agar aapke pass jyada time nahi hai toh aapko kam se kam 15-20 minutes yoga karna chahiye aur aapke pass paryapt time hai toh aap 20-30 minutes yoga kare. Yoga ke liye thoda time dene se aapko jindagi bhar bimariyo aur tension ko time kam se kam dena padega kyoki yoga se bimari aur tension door rehati hai.
Dosto pehle he din se saare yoga aasano ko na kare kyoki ye aapke liye nuksan dayak ho sakte hai. Agar aap Pehle he din saare yoga aasan karenge toh agle din aapka mann nahi hoga aur aap sochenge ki ye kitna thakan bhara kaam hai aur kaafi boring hai isliye yoga ko kewal ek khel samajhkar khele. Pehle din kewal 2-3 yoga aasan he kare baad mein dhire-dhire badhate chale jaye. Aur kuch dino baad aap ek din mein 5-8 yoga-aasan karne lagenge aur aap bor bhi nahi honge isliye shuruaat mein thoda dhairya rakhe.
Yoga Karne Ke Jaruri Niyam:
1. Yoga Humesha khali pet karna chahiye.
2. Kisi mat ya chadare ke aasan par baithkar he yoga karna chahiye.
3. Yoga karte samay saans naak se le aur muh se chhode. Saans muh se na le kyoki isse vactaria-virus aapke muh ke andar chale jayenge.
4. Yoga humesha khuli jagah par kare. Agar ho sake toh kisi aisi jagah kare jahan ped-paidhe jyada ho jisse aapko oxygen jyada matra mein mil sake.
5. Yoga subah-sham he kare.
6. Agar aap bimar hai toh yoga na kare.
7. Yoga simple kapade pahan kar he kare. Aur aisi cheeje apne pass se door rakhe jo aapka dhyaan attract kare.

http://kaisekare.in/yoga-kaise-kare/
http://kyakyukaise.com/yoga-kaise-kare-sahi-tarika-health-tips-in-hindi/
ConversionConversion EmoticonEmoticon