Mobile Ko Update Kaise Kare Aur Mobile Me Software Kaise Dale Ya Mobile Update Karne Ka Tarika Hindi Me. Dosto aaj hum janenge ki mobile phone update kaise karte hai ya mobile phone ka operating system ko naya kaise kare. Aaj kal mobile phone rakhana bahut jaruri ban gaya hai kyoki iske kaafi fayde hai lekin jiss tarah ek carya ghar ka maintenance hota hai usi tarah mobile ko bhi maintan karna padta hai jiske liye mobile ko regular new software se upadate karna padta hai. Chaliye ab hum jante hai ki android mobile phone ko update kaise kare aur mobile me software kaise daale in hindi.
Sabse pehale hum aapko bata de ki mobile phone ko 2 tarah se update kiya jata hai. Pehla mobile ke operating system ko update karke aur dusara mobile mein install apps ko update karke. Padte rahiye android mobile ko update kaise kare aur mobile phone me software kaise dale hindi me.
Aap jo apps use karte hai unke updates ke notification aapko milte honge aur aap unko update bhi kar dete honge. Ye toh baat huyi apps ki ab baat karte hai mobile ke operating system ke update ki lekin usse pehle thoda jaan le ki operating system kya hota hai.
Sabse pehale hum aapko bata de ki mobile phone ko 2 tarah se update kiya jata hai. Pehla mobile ke operating system ko update karke aur dusara mobile mein install apps ko update karke. Padte rahiye android mobile ko update kaise kare aur mobile phone me software kaise dale hindi me.
Aap jo apps use karte hai unke updates ke notification aapko milte honge aur aap unko update bhi kar dete honge. Ye toh baat huyi apps ki ab baat karte hai mobile ke operating system ke update ki lekin usse pehle thoda jaan le ki operating system kya hota hai.
Operating System OS Kya Hota Hai.
Jis tarah se aap computer par windows 7, 8 aur 10 chalate hai thik waise he mobile mein bhi os hote hai jaise Android, iOS, Windows aur Symbian etc. Inn operating system ki wajah se he Musltitasking yaani ek saath kai Function ko use karna, sambhav ho paya hai. Aaj ke time mein sabse jyada popular OS Android hai jo Google dwara banaya gaya hai.
Dosto agar aapke mobile ka os ya software purana ho gaya hai toh ho sakta hai ki aap uss par kaafi saare apps use na kar paaye kyoki bahut se apps aise hote hai jo new software par he chalate hai aur purane software naye software ki tulna mein slow bhi chalate hai aur purana software mein jo problems hoti hai unhe new mein fix kar diya jata hai isliye software ko update karna jaruri hota hai. Chaliye ab jante hai ki andoid mobile ko update kaise kare aur mobile me software kaise dale jankari hindi me.
Mobile Ko Update Kaise Kare - Mobile Update Karne Ka Tarika
Mobile upadate do tarah se ho sakta hai pehla jab uss mobile ko banane wali company khud uss mobile ke software ka update ka notification aapko de tab aur dusara phone ko root karke.
Yahan me aapko abhi pehla tarika he bataunga kyoki dusare tarike mein mobile block hone ka risk ho sakta hai. Lekin usse pehle ye jaan le ki mobile phone kab update karna chahiye toh me aapko bata dun ki agar aap mobile ka jo software use kar rahe hai aur uske aage ka software aa gaya hai toh aap update kar sakte hai. Jaise aap Andoid ka Marshmallo use kar rahe hai aur Android Nougat me update karna chahate hai toh kar sakte hai. Chaliye ab jane mobile ko root kiye bina software update kaise kare.
1. Sabse pehle mobile ki Settings mein jaye.
2. Ab Reset Aur Backup wale option mein jaye.
3. Iske baad aap apne mobile ka pura Backup lele kyoki agar software upadate hone mein koi pareshani aayi toh aapka data loss nahi hoga.
4. Ab Settings mein he About Phone / About Software ka option hoaga wahan Click kare.
5. Updates ko Check kare.
6. Agar update available hai toh Update par Click kar de.
7. Mobile full charge karne ke baad he update kare.
8. Ho sake toh 1-2 GB ka Internet Pack dalwaye ya phir Highspeed WiFi use kare.
Chaliye ab aapka mobile update ho chuka hai. Agar koi problem aaye toh Comment jarur kare. Aur iss article ko apne Friends ke saath share jarur kare.
1 comments:
Click here for commentsnice post love your article really helpful thanks for sharing with us
ConversionConversion EmoticonEmoticon